Monday, October 15, 2018

Tags kya hai aur kaise generate kare...1st page par videos show karwaye

YouTube videos par tags kya hai aur kaha se laye tags..

Hello friends, agar aapka ek YouTube channel hai ? ya new YouTube channel banaya hai ? aur aapki videos search bar me show nahi hoti hai ?, to iska matlab hota hai ki hamare videos me dale tags run nahi kar rahe hai. Aur iske liye sabse pahle hame jaanna hoga ki aakhir Tags note kya hai.

Tags kya hote hai
Friends, tags aapki videos ki title ki tarah hote hai yaani ye ek keywords hote hai jin par hamari videos run karti hai yaani log kid tarah se aapki post ko alag-alag tarah se search karte hai aur aapki videos unhe show hoti hai yaani saral bhasa me samjhe to yeh aapki video ko alag-alag tarah se search karna aur phir unhe hamari videos show karna tags ka kaam hota hai.

To, ab hame aise tags chahiye Jo run kare. Aur hamari videos search bar me 1st page par show hone lage.

YouTube videos ke liye Tags kaha se le
Iske liye friends, aapko sabse pahle aapko apne Google chrome open kar lena hai (aap other search engine bhi le sakte hai). Iske baad aapko apni video ka title search kar lena hai jaise meri video ka title hai:-}
funny videos 2018.

Keywords for YouTube videos
So, ab mujhe apne video se related kai article show honge but ab hame niche scroll down karna padega aur page ke last me hame related searches dikhange. Jaisa yaha likh rakhe hai.

YouTube videos par Tags kya hai aur kaise use kare
YouTube videos ke liye Tags kaha se laaye

new funny video 2018 download.

funny videos 2019.

Funny videos 2018 whatsapp download.

youtube funny videos.

funny videos 2017.

funny videos download.

best funny videos.

funny videos 2019 download.

funny videos 2020.

funny videos 2018.

funny 2017 video.

youtube funny videos.

funny videos 2018 whatsapp.

amazing funny videos youtube.

funny 2018.

How to use Tags in YouTube videos
So, ab aapko in sabhi tags ko copy kar Lena hai aur apne videos ke tags me paste kar dena hai lekin dhyan rahe paste karne ke baad tags ke bich me coma(,)  lagana jaroori hai baaki ke saare space ko hata de.

So friends, kaise lagi aapki hamari yeh post ? Pasand aayi ho to apne friends ke saath bhi share kar dijiye aur agar YouTube se related koi bhi problem ho to Hume comment me bataye🙏🙏. Tab take ke liye good bye milte hai agli post me.

1 comment: