Sunday, October 21, 2018

Whatsapp Ne Block Kiye 1 Lakh Accounts

Jaha par Facebook ki daily news nikalkar aa rahi hai wahi ab Facebook ke swamitv wali company WhatsApp par bhi new new aayi hai ki WhatsApp ne apne 1 lakh account ko block kar diya hai.


WhatsApp Ne Block Kiye 1 lac accounts

America me fecbook ke jariye chunav prabhavit karne ka mamla abhi poori tarah se thanda bhi nahi pada tha ki fecbook ke hi swamitv wali messaging app WhatsApp par bhi aisi brazil chunav prabhavit karne ke aarop lgne suru ho gaye hai. Halanki is mamle ki bhanak lagte hi Brazil me hone wale chunavo ke maddenajar WhatsApp ne karib 1 lac WhatsApp account ko block kar diya hai. Brajil ki kul aabadi lagbhag 21 crore hai aur in me WhatsApp ka use karne walo ki sankhya 12 crore hai.

WhatsApp Ne 1 lakh accounts ko block kar diya

Aagami 7 october se yaha chunaw suru hone hai. Isi doraan report's aai hai ki business man aur chunav me dakshinpanthi ummidvaar jair bolsonaro ne crodo Rupee's kharch karke whatsapp par parchar-parshar ki tayyari ki hai Brazil ke media ke mutaabik bolsonaro ne gairkanuni tareeke se users tak fake news pahuchane ke liye WhatsApp ka use kiya hai jisse unhe 28 October tak chale wale chunavo me faayda ho sake. Iske baad WhatsApp ne 100000 account ko ban kar diya hai.

Data chori ki other ghatnaye

Asia desho ka users ka data bhi churaya gay hai jin desho me india, Indonesia, fellipins, Australia shamil hai.

Agar aapko koi bhi technology se related question ho to niche comment kare ham aapke sawaalo ke jawaab jald denge aur is post ko share bhi kijiye taaki hamara blog search me first me aaye.

1 comment: