Friday, October 19, 2018

What is masked aadhar?? Apply for masked aadhar

Kaisa ho agar aap bina apna aadhar number kisi ko bataye bina sirf aadhar ke piche ke 4 number batakar apna aadhar card use kar sake? To aisa option bhi UIDAI ne nikaal diya hai.

How to download masked aadhar??

Masked aadhar full information
Unique Identification Authority of India (UIDAI) ne apna ek new function launch kiya hai jise " masked aadhar " name diya hai iski madad se aap apne aadhar card ka use kewal aadhar ke piche ke 4 numbers dekar kar sakte hai. Isse aap apne aadhar number ko chhipakar use kar sakte hai taaki kisi dusre ko aapka aadhar number pata na chale. To aayiye jaante hai ki kaise aap "masked aadhar" ko use kar sakte hai.


Use aadhar card without show card numbers
Masked aadhar ko on karne ke liye aapko sabse pahle WWW.UIDAI.GOV.IN par jaaker login karna hai iske baad Download aadhar par click karna hai. Phir ek new window open hogi waha par apna name, pin code, otp daalkar apna masked aadhar dowñload kar le.

Agar aapko hamse kuch bhi poochna hai to aap niche comment kare ham aapke sawaalo ka jawaab jaroor denge.

Post pasand aaya ho to ise apne friends ke saath bhi jaroor share kare.

No comments:

Post a Comment