Thursday, November 1, 2018

FREE Photos For Commercial Use (Hindi/Urdu)

How to Download Copyright Free Images

Agar aap ek blogger hai ya youtuber hai to aapko images ki jaroorat hoti hogi. Lekin agar ham apne use ke liye Google se images download karenge to unka koi pata nahi ki WO image copyright free ho aur hamara monetization on ho ya nahi. To iske liye hame free images ki jaroorat hogi aur aaj me aapko Jo website ka name batane ja raha hu iski madad se aap apne youtube videos ke liye ya blog post ke liye free me without copyright ke images ka use kar sakte hai to chaliye start karte hai.


Flickr Free Photo Downloader Website

Friends, is website ka name flickr hai aur aap yaha se jaisi bhi picture download karenge WO copyright free hogi aur ise aap apne commercial use ke liye bhi use kar sakte hai.

How to Make Account In Flickr

Flickr lar account banane ke liye sabse pahle aapko Flick.com par jaana hai aur signup par Click karna hai aur apna name, e-mail  vagairah se signup kar lijiye.

Flickr pro 

Agar aapke liye Free me Flickr ka use karna accha nahi hai ya aapko flickr ke free version me thodi kam suvidhaye hai to aap flickr ka pro version bhi buy kar sakte hai WO bhi $49 me yaani kareeb 3500 rupees per year me. Lekin jab bhai hame free me hi mithai mil rahi hai to phir paise dene ki kya jaroorat lekin agar aapko iska pro version chahiye to aap buy kar sakte hai but pahle aap iska free wala version use karke dekh lijiye.

Agar post pasand aayi ho to apne sabhi social media accounts par share kar dijiye aur apne friends ke saath bhi share kijiye.

No comments:

Post a Comment