Thursday, October 25, 2018

It's Time to Update PUBG MOBILE IN Android smartphone, PUBG Mobile 25 October 2018 Update Now


PUBG mobile update

PUBG Mobile 25 October 2018 update

New update of PUBG Mobile in Android

Pubg update

PUBG New Update 2018

PUBG mobile October update

PUBG Mobile October 2018 update size

PUBG update in India

How to update pubg mobile 2018

PUBG Android update

Pubg Mobile Update News

pubg new update available

October update of PUBG mobile

PUBG mobile game 2018 update

PUBG game October update

Pubg 2018 October update

Indian PUBG mobile game October update

Update pubg new update in Android smartphone

Wednesday, October 24, 2018

Officers Choice Blue Kya Hai? Hindi Me Jaankari

Officer's choice blue kya hota hai Hindi me jaankari

Officer's choice blue, yeh words aapne TV ke advertise me jaroor sune honge. To, aakhir officers choice blue hota kya hai? Kya hota hai officer's choice blue? Iska jawaab aapko me is post batane wala hu.

What is officer's choice blue in Hindi
Friends, officer's choice blue ek rum yaani sharaab ki ek company hai Jo India ki company hai. Aur yeh company poore world me rum banane wali no.2 company hai Jo top 100 me hai poore world me. To iske baare me poori jaankari is tarah hai.

Full information about officers choice blue in Hindi
So friends, yeh company Kolkata, India se hai jo 2 brothers ne banai thi 1988 me.

* Introduced- 1988

* Logo- Officers Choice

* Type- Indian Whisky

* Alcohol by- 42.8℅

* Colour- Brown

* Variants- Officers choice blue officers choice rum(new) officers choice black

* Manufacturer & Distributer- Allied blenders & distillers

* Rank In All The World- Rank No.2 in world's top 100

Koi bhi question ho to comment kare ham aapke sawaalo ka jawaab jald denge. Aur is post ko apne sabhi friends ke saath share karo taaki WO bhi is confusion me naa rahe ki officers choice blue kya hota hai.

How To Factory Reset An Android smartphone & setup A New Smartphone


Friends hamara smartphone kabhi-kabhi hang hone lag jata hai ya phir storage full ho jaati hai to is wajah se bhi hamara smartphone hang hokar run karta hai. To, iska hamare paas ek hi answer milta hai ki ham apne smartphone ko hard reset kare.

Hard Reset Kya Hota Hai?
Hard reset kya hota hai? Smartphone ke poore systems, contacts, videos, songs sabhi ko delete kar dena smartphone ko hard reset karna kehlata hai. Yaani ki hamare smartphone ke poore data ko delete karke smartphone ko new jaisa bana dena. To, aasha hai ki aap smartphone ko hard reset karne ka matlab to samajh hi gaye honge.

Smartphone Hard Reset Karne Ke Faayde
Friends, har cheej ke kuch nuksaan hote hai aur kuch faayde. To, smartphone ko hard reset ke kya- kya faayde hai inke baare me bhi baat kar lete hai.

° Storage:- smartphone ko hard reset karne se aapka smartphone ka storage space Badh jata hai Jo faaltu ki memory se bhara rehta hai.
° RAM:- hard reset karte hi aapka smartphone ki RAM bilkul new ho jayegi jisse aap isme bahut se apps install kar sakte hai.
° Increase Speed:- yakeen maniue smartphone ko hard reset karne se aapke smartphone ki speed itni badh jayegi jaisa aapka smartphone new buy karte time tha.

Smartphone Ko Hard Reset Karne Ke Nuksaan
° Data wdhaniya:- smartphone ko Hard Reset ka karne ka sabse bada nuksaan yahi hota hai ki aapke phone me save saara data yaha poore smartphone ke data ki baat kar raha hu to, isse aapke smartphone ka poora data delete ho jayega. Isme aapke smartphone me save contacts, videos, audios, songs, images, apps data etc. Sab delete ho JAAYEGA aur aapka smartphone bilkul new jaisa ho jayega.

° Apps Uninstall:- agar aapne apne smartphone ko hard reset kar diya to isme Jo bhi apps install hai WO saare uninstall ho jayenge aur aapka data lost ho jayega.

Hard Reset Karne Pahle Ki Saa
wdhaniya 
So, agar aapne smartphone ko hard reset karne ke baare me soch liya hai to aapko sabse pahle apne data ka backup memory card, pendrive, hard drive me kar lena hai jisse aapko koi nuksaan na ho.

How to hard reset smartphone?
So friends aapko niche ke yeh steps follow karne honge apne smartphone ko hard reset karne ke liye.

Settings - sabse pahle apne mobile ki settings open kijiye.

backup & reset - ab backup & reset option par click kariye.

factory data reset - ab aapko factory data reset par click karna hai.

reset phone - ab next steps me aapko Jo bhi reset karna hai use choose kar kijiye but me recommended karunga ki aap kuch bhi choose na kare.

reset smartphone - ab aapko apna password confirm karne ko kahega to password ko confirm kijiye aur reset smartphone par click kijiye.

Ab aapka smartphone reset hona start ho jayega. Isme 2 minutes se lekar 30 minutes tak lag sakte hai yeh aapke smartphone ke processor par depend karta hai.

So, ab hamne smartphone ko hard reset to kar liya ab isko set kaise karenge? To is niche diye hue steps ko follow karke aap apne smartphone ko set kar sakte hai.

Welcome - sabse pahle aapko welcome message show hoga aur lenguage select karme ko kshega to language select kijiye & continue kijiye.

setup simcard (primary simcard, call, messages) - ab apne sim cards ko setup kar lijiye.

select WiFi for setup - agar aapke paas hai to connect karke setup kar lijiye warna skip kar lijiye.

your first & second name - ise aap ya to skip kar dijiye ya phir fillup kar lijiye yeh aapki marji hai.

Terms & conditions - inhe agree par click karke aage badhiye.
now you can setup your smartphone

Koi bhi sawal ho to niche comment kare ham aapke sawaalo ka jawaab jald denge. Agar post pasand aaya ho to ise sabhi jagah faila do ise itna share karo ki social media me dhoom macha de.

Monday, October 22, 2018

WhatsApp New Update 2019 In Android

WhatsApp new update 2019 in android smartphones

Messaging app WhatsApp apne users ki suvidha ke liye naye-naye features launch kar raha hai.
WhatsApp jald hi 5 aur new features laane wala hai. Kai reports me yeh feature saamne aaye hai.
Filhaal, in feature ka beta version aaya hai aur jald hi aam logo ke use ke liye inka final version aa jayega.ham aapko bata rahe hai ki kaun-kaun se hai WO features aur kaise aapke Chating ka andaaj badal jayega.

WhatsApp Ke 5 New Features 2019

1. Chat steekers- 
WhatsApp naye steekars laane par work kar raha hai. Iske kuch screenshots bhi aaye hai. Haalanki, yeh abhi beta mode me hai.

2. Vacation/Silent mode- 
WhatsApp me jald yeh feature  aane wala hai. Is feature ki madad se user jab tak chahenge apni chats ko archive rakh sakenge.

WhatsApp 2019 5 Android Update

3. Linked Accounts-
WhatsApp linked accounts feature par bhi work kar raha hai. Is feature ka kya maksad hai ? Yeh abhi tak clear nahi hai. Lekin, anumaan lagaye jaa rahe hai ki is feature ki madad se user dusre linked accounts ke passwords ko recover kar sakenge.

4. Swipe To Reply-
Swipe To Reply feature pahle se hi IOS devices me hai aur yeh Android Phone ke beta version me aa gaya hai. Jald hi yeh saare Android smartphone me aa jayega. Is feature me aap right swipe karke kisi message ka answer de sakenge.

New 2019 WhatsApp Updates

5. Dark Mode- 
WhatsApp dark theme par bhi work kar raha hai. Users ko jald hi yeh feature bhi use karne ke liye launch kiya jaa sakta hai.

Agar aapka koi bhi sawaal ho to comment kare ham aapke sawaalo ka jawaab bahut jald denge. Aur is post ko jyada se jyada share karo apne WhatsApp group me, fb me, Twitter sabhi social networking site par faila do is post ko.

Sunday, October 21, 2018

Whatsapp Ne Block Kiye 1 Lakh Accounts

Jaha par Facebook ki daily news nikalkar aa rahi hai wahi ab Facebook ke swamitv wali company WhatsApp par bhi new new aayi hai ki WhatsApp ne apne 1 lakh account ko block kar diya hai.


WhatsApp Ne Block Kiye 1 lac accounts

America me fecbook ke jariye chunav prabhavit karne ka mamla abhi poori tarah se thanda bhi nahi pada tha ki fecbook ke hi swamitv wali messaging app WhatsApp par bhi aisi brazil chunav prabhavit karne ke aarop lgne suru ho gaye hai. Halanki is mamle ki bhanak lagte hi Brazil me hone wale chunavo ke maddenajar WhatsApp ne karib 1 lac WhatsApp account ko block kar diya hai. Brajil ki kul aabadi lagbhag 21 crore hai aur in me WhatsApp ka use karne walo ki sankhya 12 crore hai.

WhatsApp Ne 1 lakh accounts ko block kar diya

Aagami 7 october se yaha chunaw suru hone hai. Isi doraan report's aai hai ki business man aur chunav me dakshinpanthi ummidvaar jair bolsonaro ne crodo Rupee's kharch karke whatsapp par parchar-parshar ki tayyari ki hai Brazil ke media ke mutaabik bolsonaro ne gairkanuni tareeke se users tak fake news pahuchane ke liye WhatsApp ka use kiya hai jisse unhe 28 October tak chale wale chunavo me faayda ho sake. Iske baad WhatsApp ne 100000 account ko ban kar diya hai.

Data chori ki other ghatnaye

Asia desho ka users ka data bhi churaya gay hai jin desho me india, Indonesia, fellipins, Australia shamil hai.

Agar aapko koi bhi technology se related question ho to niche comment kare ham aapke sawaalo ke jawaab jald denge aur is post ko share bhi kijiye taaki hamara blog search me first me aaye.

Hide notch display in Google pixel 3 XL

Hide Google pixel 3xl notch

Kya aapne bhi google pixel 3XL buy kiya hai? To aap iski notch ko hide kar sakte hai same onplus 6 ki tarah jisse yeh Google pixel 3 ki tarah dikhai dega. to aaj me aapko Google pixel 3XL ki notch ko hide karne ke 2 tarike bataunga.


How to hide Google pixel 3XL notch 

1. First way :- 
Sabse pahle aapko apne Google pixel 3 XL ke "settings" me jaana hai phir niche scroll down karna hai aur "about phone" par jaana phir "build number" par 7 times click karna hai tab aapko "you are now a developer" likha nahi dikh jaata.
Ab phir se settings me jaana hai aur phir search karna hai "notch" phir ek cutout aayega usme aapko hide kar dena hai.
Aisa karne se smartphone ki notch hide ho jayegi aur notch display karne ke liye bhi yahi poora tarika use karna hai.

How hide notch display in Google pixel 3XL

2. Second way :-
Agar aapko first way samajh nahi aaya ho to aap second way use kar sakte hai.
Sabse pahle aapko "Google play store" ko open karna hai aur waha search karna hai "notch hide" phir waha se apne anusar koi bhi app install kar Lena hai yaha se aap apne Google pixel 3XL ki notch ko hide kar sakte hai. Lekin kisi third party app ko use karna sahi nahi rahega yeh aapki security ke liye bhi khatra hai to main recommended karunga ki aap first way hi use kare.

Hide Google pixel 3 XL notch
Agar koi sawaal ho to niche comment kare ham aapke sawaal ka jawaab jald denge. Aur hamari is pot ko share kare.
"Aapka vishvaas hamari taakat"

Saturday, October 20, 2018

Views increase but subscribers not increase on youtube why?? Solution!

Kya aapke YouTube channel par views aate hai but subscribers nahi badh rahe? To, dosto iska jawaab maine dhoondh liya hai aur aaj ka mera yeh article post karne ka yahi kaaran hai kyuki mere bahut se friends ne mujhse poocha tha ki " hamare YouTube channel views to aate hai but subscribers nahi badhte hai aisa kyu"


Views increase but subscribers not increase
So friends, aapki YouTube videos par views isliye aate hai ki aapki videos interesting hai, aapne Jo video banai hai wo logo ko pasand aa rahi hai to aisi kya baat hai ki hamare subscribers nahi aate to in niche diye gaye topics ko padhiye.

1. Niche youtubing :-
Friends agar aapke YouTube channel par subscribers nahi aate to iska main kaaran ho sakta hai ki aapka channel ka koi niche nahi hona hai. Dosto niche yaani kisi ek field aapko choose karna hai yaani aap technology, entertainment, business jaise kisi ek niche ko aapko choose karna hai?
Agar aapke viewers jab aapke channel ko visit karenge to unko Jo jaankari chahiye hogi agar unko us jaankari se related pura ka pura channel bhara milega to WO aapke channel ko subscribe kiye bina wapas nahi jaayega aur friends aapko ek baat aur bata du ki aapko video me apna best dena hai kyuki bina quality ki videos me viewers par bhi kharaab impression padta hai.

How to increase YouTube subscribers

2. Best channel name :-
Friends, channel name ka bhi aapke subscribers par kaafi impression padta hai, to apne YouTube channel name ko sabse alag kuch hatkar rakhe aur iska ek faayda yeh hoga ki aapke channel ka Jo link hoga uske liye bhi aapko alag keywords lagane ki jarurat nahi hogi Jo aapke channel ka name hoga wahi aapke channel ka link hoga.

3. Channel logo :- 
Aapko yeh padkar thoda ajeeb lagega lekin agar aapko apne channel ko kuch professional dikhana hai to aapko apna channel logo bhi professional hi banana padega taaki logo ko aapka channel par aakar lage ki aapka channel dusre YouTube channels se kuch to hatkar hai kuch alag hai.

4. Channel banner :-
Meri maane to Jo bhi viewers aapke channel par visit karta hai aur us par sabse pahle padne wala 40℅ impression channel banner ka padta hai to channel banner ko bhi looking banaye taaki aapke visitors ko aapka channel accha lage aur WO channel subscribe karke hi jaaye.

How to increase subscribers on youtube

Koi bhi question ho to comment kare ham jald hi aapke question ka jawaab denge. Successful youtuber banana hai to hamare blog ko visit kare yaha YouTube se related aur earn money se related daily articles post hote hai.

Agar aapko yeh post pasand aayi ho to ise apne YouTuber friends ke saath bhi share kijiye taaki unko bhi iske baare me pata chale.